About Nova AI Tools
Nova AI Tools (novaitools.com) ek AI tools website hai jo Pakistan aur duniya bhar ke users ke liye bani hai. Hamara maqsad simple hai: woh AI tools jo aam tor par mehngi subscriptions mein milte hain, woh yahan asaan, saste aur Urdu support ke sath ek hi jagah mil jayein.
Yahan photo, video aur awaz ke 17 tools hain — Image Create, Video Dubbing, Voice Over, Auto Subtitles, Photo Enhance, Background Remover aur bohat kuch. Naye user ko 200 free credits milte hain, har 15 din baad +100 free, aur koi tool 15 credits se mehenga nahi.
Har user ko signup par 200 free credits aur phir har 15 din baad +100 free credits milte hain — kyun ke ham chahte hain ke har banda AI se faida uthaye, chahe us ke paas paisay hon ya na hon.
Hamare usool
- Sach aur saaf qeemat — koi chhupa kharcha nahi
- User ki files aur data ki hifazat
- Sirf asal aur jaiz (legitimate) services ka istemal
- Urdu bolne walon ke liye khaas asani